Aik Ghanta Aagay Chaly Gaye

Sab hm sy hr cheez main agay chaly gaye
Hm sirf is mehngai main pistay chaly gaye
Jab kuch na karsaky humary ya hukmaran
Lo ajj hm aik ghanta agay chaly gaye